About us
Syed Faisal Ali Shah Bukhari aik mohtaram naam hai jo logon ko behtari, sakoon aur positive zindagi ki taraf rehnumai faraham karte hain. Unka maqsad sirf logon ko behtar faislay karne, khushgawar rishte banane aur zindagi ke chunautiyon ka samajhdari se saamna karne mein madad dena hai.
Shah Bukhari sahab ka tareeqa hamesha akhlaqi, deeni aur insani usoolon par mabni hota hai. Woh kisi bhi qisam ka ghair-zimmaydarana waada, ghalat daawa ya logon ke jazbat ka faida nahi uthate. Unhen yaqeen hai ke behtari tabhi aati hai jab insan:
Unki rehnumai logon ko apni zindagi mein sukoon, tafahum aur positive tabdeeli laane mein madad deti hai.
